Goodbye – Jaikal Mahakal Song Lyrics starring Amitabh Bachchan and Rashmika Mandanna

Goodbye – Jaikal Mahakal Song Lyrics starring Amitabh Bachchan and Rashmika Mandanna
Song – Jaikal Mahakal
Movie – Goodbye
Singers – Amit Trivedi, Suhas Sawant
Musicians – Amit Trivedi
Lyricists – Swanand Kirkire
Starring – Amitabh Bachchan, Rashmika Mandanna, Neena Gupta
Label – Zee Music Company
 
Mrityunjayaya rudraya
Neelakanthaya shambhave
Amriteshaya sharwaya
Mahadevayate namaha
 
Mrityunjaya maharudra
Trahimaam sharnaagatam
Janma mrityu jara vyaadhi
Mucchate karma bandhane
 
Jaikal mahakal vikraal shambhu
Jeewan ho ya mrityu dono hi tum ho
Janmon janmantar ki ladiyan yeh kadiyan
Har yoni har jeewan rakhwal tum ho
 
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
 
Jeewan ki naiya tum patwar tum ho
Is paar us paar majhdhar tum ho
Kan kan yeh har kshan yeh tumse bana hai
Goonje jo ghat bheetar omkaar tum ho
 
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Ho jaikal mahakal
Jaikal mahakal
 
Jeewan ka mrityu ka khela rachaya
Ik laa duniya mein ik bhijwaya
Insaan bechare ne aansu bahaya
Tera yeh khela samajh hi na paaya
Tera yeh khela samajh hi na paaya
 
Soche ki apna koyi khoya ganwaya
Jo tera tha woh jaakar tujhme samaya
Jo tera tha woh jaakar tujhme samaya
 
Tera tha woh jaakar tujhmein samaya
Tera tha woh jaakar tujhmein samaya

Jaikal Mahakal Song



About Filmi Ilmi

Filmi Ilmi

A a vagabond, seeker, explorer, writer, movie critic, doesn't believe in destination just enjoys the journey post on FB/cineblues/ More By Filmi Ilmi

Other Song Lyrics