Lata Mangeshkar : Lag Ja Gale original song lyrics
Lag Ja Gale Ke Phir song lyrics original from the movie Woh Kaun Thi (1964)
Lag ja gale ke fir ye hasin raat ho na ho
Shaayad fir is janam men mulaakaat ho na ho
Humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se
Ji bhar ke dekh lijiye humko kareeb se
Fir aap ke naseeb mien ye baat ho na ho
Shaayad fir iss janam men mulaakaat ho na ho
Paas aaiye ke ham nahin ayeinge baar baar
Baahein gale men daal ke hum roh le jaar jaar
Ankhon se fir ye pyaar ki barasaat ho na ho
Shaayad fir iss janam men mulaakaat ho na ho
Lag Ja Gale Ke Phir song lyrics details
Movie : Woh Kaun Thi (1964)
Lyricist : Raja Mehdi Ali Khan
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director : Madan Mohan
Album : Saregama music
Movie stars : Manoj Kumar, Sadhana